Main Dooba Rahoon Lyrics.....
Song title: Main Dooba Rahoon
Singer: Aditya Narayan
Starring: Jeniffer Piccinato
Lyrics: Manoj Yadav
Music: Tushar Joshi,
Meghdeep Bose
Released: 12April 2020
Main Dooba Rahoon Lyrics In Hindi.....
आसमान छोड़के ये ज़मीन छोड़ के
तेरे मेरे सिवा सब यहीं छोड़ के
कयामत तलक बस दोनों रहे
ये सिफारिश मैं रब से करूँ
मैं डूबा रहूँ तेरे प्यार में
मैं डूबा रहूँ
मैं डूबा रहूँ तेरे प्यार में
मैं डूबा रहूँ
कह दिया जान से अब से तू जान है
मेहरबानी तेरी तेरा एहसान हे
जो इश्क़ है तो बस में क्यों रहे
ये गुजारिश मैं रब से करूँ
मैं डूबा रहूँ तेरे प्यार में
मैं डूबा रहूँ
मैं डूबा रहूँ तेरे प्यार में
मैं डूबा रहूँ
आदत, हाल, वजूद मेरा तुझी में सब पाऊं
जितनी सदी चाहे जितने जन्म तुझे ही लिख जाऊं
मैं डूबा रहूँ
मैं डूबा रहूँ
मैं डूबा रहूँ तेरे प्यार में
मैं डूबा रहूँ....
Main Dooba Rahoon Lyrics In English.....
Aasman chhod ke ye zameen chhod ke
Tere mere siwa sab yahin chhod ke
Qayamat talak bas dono rahein
Ye sifaarish main rab se karoon..
Main dooba rahoon tere pyaar mein
Main duba rahun..
Main dooba rahoon tere pyar mein
Main duba rahun..
Keh diya jaan se ab se tu jaan hai
Meherbani teri tera ehsaan hai..
Jo ishq hai toh bas mein kyun rahein?
Ye guzarish main rab se karun..
Main dooba rahun tere pyaar mein
Main duba rahun..
Main dooba rahun tere pyar mein
Main duba rahun..
Aadat haal wajood mera
Tujhi mein sab paaun
Jitni sadi chaahe jitne janam
Tujhe hi likh jaaun..
Main dooba rahun main duba rahun
Main duba rahun tere pyaar mein
Main duba rahun..
Aasman chhod ke ye zameen chhod ke
Tere mere siwa sab yahin chhod ke....
0 Comments